Main tuj say tang .... tu muj say tang.... hum aik dosray say tang... 😊😊😊
Phir agar na milain roz to iss baat say tang 😍
Tabiyat kuch nasaz ha.. dawa dejiya ya piyar 😊
Damadam girls ke izaat keya kerain.😘
Bechari kahan jaien...😞
Ghar main b besti aur yahan b 😊😊😊
Aurat sirf bartan dhonay k liya paida nahi howi....
Balkay kapray b achay dho leti hai 😊😊😊
Larkiyan har cheez main agay hain... sewaye achay kaam k 😊