Damadam.pk
payaars's posts | Damadam

payaars's posts:

payaars
 

Q jag rahay ho ... Scene kya ha 🐒🐒🐒

payaars
 

Chor janiya .... asan galan nahi sunaniyan.....tu ker apni manmaniyan ... meray dil janiya 😉😅

payaars
 

Dekh k kapray apnay..
dhol main liptay chapal...
sukhay sukhay say bal..
Na keh saka usay ...
Muje mohabat ha ap say .
.🙃🙃🙃

payaars
 

Yeh raaat kya he haseen hay.
aur sanam tu nahi hay...
Dil kambakht samajta nahi...
tuje kuch zarori kaam hain
😧😦😟😞

payaars
 

Likhay jo khat tuje ... agay say teri call aye... romance ke maa behan aik ho gaye 😊😊

payaars
 

Bom diggy bom bom.. sun k maza ata ha ya dekh k.?😊😊

payaars
 

Piyar awara panchi ha.. khulay pinjra uda jaway 😊😊😊

payaars
 

Tu haan nahi kerdi kuriye .. kee kah k jami hain 😊😊😊

payaars
 

Derd aur ghum main jena ... har aik k bus ke baat nahi
. par har koi jee raha ha.. matlab rastay Allah banata ha apnay bandon k liya.

payaars
 

Aurat piyar manganay say baz nahi ati... mard piyar denay say .... jitna b day ya lay lo.. hamesha kum he lagta ha .. 😊😊😊

payaars
 

Homealone... 👀

payaars
 

Love is what ... what is love 😊

payaars
 

Gud morning ... 😆

payaars
 

Kerni to bus baatain hain... tu na sahi to koi aur sahi .. 😉😉😉

payaars
 

Wo badal gya kuch asay ... dil say neklay alfaz kuch asay.. yeh tum he ho .. ?? 🤤🤤🤤

payaars
 

Acha insan bannay k liya taleem nahi... achi souch chaye.😉😉

payaars
 

Mamla kya ha.. itna udas q rehtay ho. 😊😊

payaars
 

Ashiq rahay hain kise zamanay main uss k .... hum b kitnay bewaqof howa kertay tahay 😁😁😁

payaars
 

Iss derd main b yaad tuj ko ker raha dil.....na janay yeh piyar cheez kya ha 🤤🤤🤤

payaars
 

Beevi:
Ye Aaloo k parathon min
Aaloo to nazar hi nahi aa rahy...!!
Beevi : Chup ker k khao !!
Kashmiri Pulao min
" Kashmir nazar aata hi kia "?😂😂😂😂