Damadam.pk
shameer-noor's posts | Damadam

shameer-noor's posts:

shameer-noor
 

Tujh Ko Nikaal Kar Dekha Hai,
Mere Ander Kuch Nahi Bachta..
😏🤭

shameer-noor
 

اٌسی راہ پہ کل مٌجھ کو دیکھ کر تنہا
بہت اٌداس ہٌوا پھول بیچنے والا

shameer-noor
 

Chand Ke Husn Pe Har Shaks Ka Haq Hai Mansoor,
Main Ussey Kaise Kahun Raat Ko Nikla Na Kare

shameer-noor
 

میری پاک محبت کی گواہی مت مانگ،
میں نے مانگا تھا تجھے تہجّد کی نمازوں میں✨

shameer-noor
 

تم نے سمجھا ہی نہیں آنکھ میں ٹھہرے دکھ کو
تم بھی ہستی ہوئی تصویر پہ مر جاتے ہو ✨🎀
#Meer

shameer-noor
 

تُمہارے بعد میرے زخم بھرنا دُور کی بات
تُمہارے بعد اُداسی نہیں گئی اب تک!
#meer

shameer-noor
 

Haad gumaan se aagy guzarne lagty ho
Kabhi kabhi rag jaan mein utarne lagty ho

shameer-noor
 

Mann Mehekta Hai Kiski Khushboo Se,
Kaun Rehta Hai Phool Sa Mujh Mein

shameer-noor
 

Mera Har Din Khoobsurat Bana Deta Hai,
Tumhara Saath Chand Lamhon Ki Baatein Aur
Kuch Pal Ka Muskuraana..

shameer-noor
 

Teri nighaon ke tehrny aur bhatkne ke bich
Meri saari umar thi mery saary khuwab thy

shameer-noor
 

Bohat Se Log The Mehman Mere Ghar Lekin
Wo Janta Tha K Hai Ehtemam Kis Ke Liye

shameer-noor
 

Mit gai umeed par aaj bhi aitbar mein baithy hai
Guzar gaya waqt phir intezar mein baithy hai

shameer-noor
 

BaRsaT⛈️ me Jab AyeaGa SaWan 🌨️ ka MaHiNa....
SaJaN👰 ko BaNaLoNgi AnGhoTi 💍ka NagiNa💎...🥰😍🤭🤭😉

shameer-noor
 

Dard Sehne Ki Aik Surat Hai,
Dard Se Hum Kalaam Ho Jaana

shameer-noor
 

Hashar Hai Wehshat e Dil Ki Awaargi,
Hum Se Poocho Mohabbat Ki Deewangi

shameer-noor
 

ہم محبتوں میں درختوں کی طرح ہیں
جہاں لگ جائیں مدتوں وہی کھڑے رہتے ہیں

shameer-noor
 

Hum Mohabbat Mein Darakhton Ki Tarah Hain,
Jahan Lag Jayein Muddaton Wahin Khare Rehte Hain
ہم محبتوں میں درختوں کی طرح ہیں
جہاں لگ جائیں مدتوں وہی کھڑے رہتے ہیں

shameer-noor
 

ہم اس لیے بھی تجھے حال دل نہیں کہتے
کہ اپنے ساتھ تجھے سوگوار کیا کرنا

shameer-noor
 

روح میں کوئی تو غم ہیں پوشیدہ،
زندگی یوں بے وجہ اداس نہیں ہوتی💯🔥

shameer-noor
 

Palat K Aagai Kheme Ki Samt Pyas Meri
Phate Hue The Sabhi Badalon K Mashkize