Damadam.pk
simraan's posts | Damadam

simraan's posts:

simraan
 

Dhalnay Lagi Raat Kay Tum Yaad Aa Gaey
Phr Youn Howa Kay Raat Bari Dair Tak Rahe

simraan
 

Kitabain Ishq Ki Parh Kay Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum
Ye Dil Ka Kaam Dil Walon Ko Karnay Do To Acha Hai

simraan
 

Kujh Saada Maan We Rakh Janda
Ik Waar Tay Apna Keh Jaanda

simraan
 

Bas Jatay Hain Dil Main Ijazat Liay Bagair
Wo Loog Jinhain Ham Zindagi Bhar Paa Nahin Saktay

simraan
 

Bas Jatay Hain Dil Main Ijazat Liay Bagair
Wo Loog Jinhain Ham Zindagi Bhar Paa Nahin Saktay

simraan
 

Sach Kahon Ab Tum Se Nafrat Si Honay Lagi Hai
Kyun Kay Itna Bewafa Koi Bhe Ho Acha Nahin Lagta

simraan
 

Afsoos To Hai Tere Badal Jaanay Ka Magar
Teri Kuch Baaton Ne Mujhay Jeena Sikha Dia

simraan
 

Is Se Pehlay Kay Jaan Jaey
Us Se Keh Do Kay Maan Jaen

simraan
 

Barbaad Bastiyoun Main Kisay Dhoondtay Ho Tum
Ujray Howay Logon Kay Thikanay Nahin Hotay

simraan
 

Teri Talab Ki Had Ne Aaisa Janon BakhSha
Ham Khud Ko Bhool Baithay Tujhay Yad Kartay Kartay

simraan
 

Youn Yaad Aatay Ho Tum Mujhay
Jese Kisi Aur Ko Ham Jantay He Nahin.

simraan
 

Bari Be Lagam Se Hogae Hain Meri Aankhain
Musalsal Teri Deed Kay Bahanay Dhondti Hain..!

simraan
 

Meri Masoom Muhabbat Ki Gawahi Mat Maang
Meri Palkon Pay Sitaron Ne Ibadat Ki Hai

simraan
 

Muhabbat Kay Bazaar Main Husn Ki Zarorat Nahin
Dil Jis Pay Aa Jaey Wo Sab Se Haseen Lagta Hai

simraan
 

Paanay Se Khoonay Ka Maza Aur Hai
Band Aankhon Main Roonay Ka Maza Aur Hai
Aanson Banay Lafz Aur Lafz Banay Ghazal
Aur Us Ghazal Main Tere Honay Ka Maza Aur Hai

simraan
 

Mere Tabah Honay Ki Muraad Rakhta Hai Koi
Chalo Isi Bahanay Hamain Yaad Rakhta Hai Koi

simraan
 

Hamari Apni Faqeeri He BadShaahi Hai
Hamaray Maslay Darbaar Tak Nahin Aatay

simraan
 

زندگی کا یہ ہنر بھی آزمانا چاہیے
جنگ کسی اپنے سے ہو تو ہار جانا چاہیے

simraan
 

دھڑکنیں رک سی گئی ہیں سینے میں
تم کہیں آس پاس لگتے ہو

simraan
 

آؤ کے تمکو دیکھ کر افطار کرلیں ہم
مدت ہوئی ہے آنکھ کا روزہ رکھے ہووے