Damadam.pk
simraan's posts | Damadam

simraan's posts:

simraan
 

خرچ ہوجاتے اسی ایک محبّت میں
دل اگر اور بھی سینے میں ہمارے ہوتے

simraan
 

تمہارے دل میں قید ہے ہماری دھڑکنیں
دھڑکتے رہنا ورنہ مر جائینگے ہم

simraan
 

اگر ملتی مجھے دو دن کی بادشاہی
تو میری ریاست میں تیری تصویر کے سیکے چلتے

simraan
 

اپنے ہاتھوں میں دعاؤں کی طرح اٹھا لوں تمکو
جو مل جاؤ تو کسی خزانے کی طرح سنبھال لوں تمکو

simraan
 

Meri Kismat Main Hai Aik Din Giraftaar Aay Wafa Hona
Mere Chehray Pay Tere Piyaar Ka Ilzaam Likha Hai

simraan
 

Suno Janaa..! Mujhay Tere Bina Rehna Nahin Aata
Bohot Kuch Dil Main Aata Hai Magar Kehna Nahin Aata..!

simraan
 

Bas Samajh Lo” Piyar Muhabbat Ka Itna Fasana Hota Hai
Kuch Aankhain Pagal Hoti Hain” Kuch Dil Diwana Hota Hai..!

simraan
 

Kitni Khobsorat Hojati Hai Zindagi
Jab Dost, Muhabbat, Aur Hamsafar Aik He Insaan Ho

simraan
 

Tum Par Nahin Martay… Martay Hain Un Chaar Par
Naaz Par, Andaaz Par, Rukhsaar Par, Guftaar Par..!

simraan
 

Mera Dil Jalay Tere Naam Par
Koi Chaand Rakh Meri Shaam Par

simraan
 

Kabhe Kabhe Kay Tasuwar Se Jee Nahin Bharta
Mere Khayal Main Aao ,, To Baar Baar Aao…!

simraan
 

Ye Taqaza Ishq Hai Ya Meri Aankhon Ki Masti
Kholon To Dedaar Tmhara Band Karon To Tasuwar Tumhara..!

simraan
 

Kaash Kabhe Aaisi Bhe Khobsorat Raat Ho
Aik Chand Aasmaan Pe Aur Aik Mere Saath Ho

simraan
 

To Kisi Aur Ko Mayasar Hai
Is Se Barh Kar Saza Kia Hogi

simraan
 

Na Koi Ohad Nibhaey Na Hamnawae Karay
Usay Keh Do Tasali Se Be Wafae Karay

simraan
 

Phr Youn Howa Kay Lab Se Hansi Cheen Li Gae
Phr Youn Howa Kay Hans’nay Ki Adat Nahin Rahi

simraan
 

Phr Youn Howa Kay Dard Ka Yaara Nahin Raha
Phr Youn Howa Kay Koi Sahara Nahin Raha
Phr Youn Howa Kay Gardishay Dooran Main Ghar Gaya
Phr Youn Howa Kay Wo Bhe Hamara Nahin Raha

simraan
 

Ja Chukay Ho Magar Nahin Jaatay
Tum To Hijrat Kmaal Kartay Ho

simraan
 

Main Ne Uski Ye Baat Bhe Naa Mani
Us Ne Kaha Tha Apna Khayal Rakhna

simraan
 

Mudtain Hogaen Hisaab Kiay
Kia Pata Kitnay Reh Gaey Hain Ham