Kabhi toh khatm hongi Ye odaasian , Ye tanhaiyan
Koi din toh Acha hoga , char din ki Zindagi mein
Chubhty hen musalsal mujhy kaanch k tukry
Khuabu ko meri aankh mein tora ha Kisi ny
Ab tasalli b aziat ha mujhy
Ab dilaasa b rula deta ha
Faasly aesy b hongy , kabhi socha na tha
Saamny baitha tha mere , pr woh mera na tha