Assalam u Alaikum! Kisi jaananay ya na jaananay walay ne rabta krna ho to isi post pr comment kr dena. Ma kbhi na kbhi online ho kr reply kr dun ga. I am online today.
BYE bye. Koi zyada tung ho gya to maafi day dena. Ab mulaqat pata nhin kab ho 1 maah 2 maah 4 maah 6 maah mujhy bhi nhin pata pehlay ki tarah. hamaray jananay walon post pe msg kr dena kuch kehna ho to. phir dekhain gay.
Dunia Ky B Ajeb Naraly Hai
By Wafai Karo To Roty Hai Wafa Karo To RUlaty Hai
Lafz0n Ki Tàrah Mujse Kitab0n Me Mila Kàr,
Duniyà Ka Agàr Dar Hai T0 Khwa0 Me Mila Kàr,
Ph0lon Kà Khushb0 Se Taluq Ha Zar0ri T0 Ban Ke
Mehàq Mujhse Gulàbo Me Milà Kar.
Hum t0 tanhay0n se tàng akar d0st banane nikle the FARAZ…
D0st bhi àise mile k àur tànha kàrgay
O matti ke parindey
Pankh apne khol de
Parvaz teri kiya hai
Tu sb ko bol de..
O matti ke parindey
Chal jee le zindagi
O matti ke parindey
Kiya teri bandagi
O mitti ke prindy
Chal apni raah chal
O matti ke parindey
Reeton ko de badal..
O matti ke parindey
Pankh apne khol de
Parvaz teri kiya hai
Tu sb ko bol de...
Kayi kyun jami hai pankhon pe tere
Kyun zard fiza ke mosam aa gaye
Ashqon se atta hai chehra tera
Taqat jo tujhko di hai ab usko mol de
O matti ke parindey
Pankh apne khol de
Sehmi si dehlezein
Sunsaan raaste
Yaadon ke nakhun kyun
Chehre pe tere
Kab tak ye khamooshi
Kab tak ye firaq
Tere trashe manzir bhi ab
Tere na rahe...
@udaandiaries
O matti ke parindey
Pankh apne khol de
Parvaz teri kiya hai
Tu sb ko bol de
Aakash se bhi opar
Aakash hai kahin
Chal tu uraan bhar le
Na dar ko bol de
@udaan diaries
سخت ازیت پسند ہوں میں
جہاں رو رو کے مر جانا چاہے
وہاں مسکرا دیتا ہوں
Waqat Baha Kar Ly Jata HAi NAam Wa Nishaa Magar
Koi Hum Mai RAh JAta Hai Or Kisi Mai Hum ~udaan diaries
Tassali Ki Bat yeh Hai K
Ik Din Ham Bhi Mar Jaen Gain
@udaan diaries
Adab Kijiye Hamari Khamoshi Ka
Apki Auqaat Chupaey Phirty Hain
@udaan diaries
و کچھ گزر رہی ہے غنیمت ہے ہم نشین
اب زندگی پر غور کی فرست نہیں ہے مجھ
@udaan diaries
Jo Guzari Na Ja Ski Ham Sy
Ham Ny Wo Zindagi Guzari Hai
@udaan diaries
Aaoo ghaflat k Kisi Jhooly Main Jhoola Jaey
Rooh Main Utry Hwey Loguu Ko Bhoola Jaey
@udaan diaries
چھوڑ دیا ہے انتظار کرنا ہمیشہ کے لیے
اگر راتیں گزر سکتی ہیں تو زندگی کیوں نہیں
طنز کرنا ہے مجھ ہی پہ آئیے کیجئے
سب ہی کر رہے ہی آپ بھی کیجئ
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain