Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Well guys Jo ap ko ghalt boly har Surat mein ap ko ghalt sabit kar de to ap kisi bhi qisam ki Tention mat ly q k ap ki buri Jo bhi karta hai to yehi us ki tention hai or hasad jalan ho ti hai ap sy us ko to ap bas yehi soch kar be ghum or khush rahain kih mein to aesi ni hon mera zehan to aesa ni hai log bikar mein tention ly ra hai hain

umna
 

(***)yeh mohabbat yeh chahat kuch bhi nahin sab samajh mein aa jata hai hosh mein aany k bad(***)

umna
 

(***)hum us k nahin ho ty Jo har kisi ka ho jae(***)

umna
 

computer jab kharab ho jae to sahi karty waqt ya window karty waqt us mein sil ko ulta kar k kabhi bhi mat lagy q k esi computer kabhi bhi theek ni ho ta or crunt deta hai

umna
 

Oye mera gala theek ni ho raha bohot he kharab hai aao sab 1 1 cheekh maary takih mujh sy bala ban jae aaaaaa

umna
 

RJ Salman Arif kihta hai ladkiyan kanjoos ho ti hain jhoota kahin ka yup

umna
 

Mujhy dhear saary follows ni bana ny q k jab fans ka option tha to q khatam kia apny mhb11 sir ?? and mery 1050 fans thy ab ap phir kuch Arsy bad yeh Follow kar option bhi khatam kar dengy to kia faida aesi options ka??

umna
 

Mera gala itna kharab hai itna kharab hai jesy shadi mein gany gai ho

umna
 

Wazeer-Aazam Imran khan sahab ap apni matlab kly humari Karachi ko khander mat banay light or gais bahal kar den ap sy pehly jitni bhi hukoomaty i or gi un sab ny itna zulam ni kia jitna ap kara hai hain ap ki syasi dushmani jis k sath bhi hai usy nikaly hum aam Awaam py zulam mat kary band kar den yeh zulam or an insaafi ok

u  : Very beautiful - 
umna
 

Ab ap sab 1 doosry k Roses fllowers ban jae es Nae option ki wajha sy

umna
 

.q1 to All and you welcome New fllowers option