Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

(***)dard k sath hansty hansty dard ki mithaas mit gi kuch es ada sy dard na mily to dard-e-dil be chaen ho jesy(***)

umna
 

(***)dil ka zakham bharty bharty khod ho gy kamzor ab Jo dil ka toota howa mily to aansoo khod bakhod aankho sy tapak parh ty hain(***)

umna
 

(***)es jahan mein kisi sy dil na laga na mery dost log dil sy kalija nakal kar kih ty hain na khush tha tum sy mein(***)

umna
 

(***)mujhy pasand hai wo log jo mujhy na pasand kar ty hain(***)

umna
 

(***)Nafrat karni hai to itni karo hum sy jis ki koi intiha bhi baqi na ra hai(***)

umna
 

Wo mein kih rahi thi k Zara baffa mansehra ja kar sardi dikh ly to pata chaly yeh yahan Karachi ki sardi bhi koi sardi hai kia yahan to aakar sardi bilkul bhi ni hain but shukar hai k mein apni city karachi wapis shift ho gi hon

umna
 

D.d k out patang options and Rules Ary Admin yeh kia tamasha hai posts to fllowers inbox ni jati jesy matky mein fans ki posts jati thi to kia faida howa fans or matky k options khatam kar k follow ka option lany ka .h1.h8.i6!???

umna
 

Kuch pas thy khary kuch door ho gy bikhar gi hai zaat yu meri jis par yaqeen kia usny dagha dia khamosh reh k dard seh rahi Rona parha hai ab to ghaltiyon py apne Rabba kosti hon khod mein thi kami lut raha tha mujh sy Rabba mera he jahan sara dikhti rahi yeh zameen aaaa aaaa

umna
 

Rj Ayaz Ahmad ka show kon kon soun raha hai mein to soun rahi hon and ap??

umna
 

Rj Ayaz Ahmad ka show kon non soun raha hai mein to soun rahi hon and ap??

umna
 

(***)dil dia tha usy dost samajh kar tor dia usny khilona samajh kar(***)

umna
 

I hate fake people i hate fake friendship i hate fake love i hate fake good

umna
 

(***)kabhi aao to sahi hum sy milny hum dil mein zakham chupy bary shoq sy ly phir ty hain(***)

umna
 

(***)dost jisy bana tha zamana chaan kar usny ginwa dia har doosri ladki ko dost bana kar(***)

umna
 

Wesy es option Follow ka koi bhi faida ni hai q k pehly Jawab k option ka adhi bana kar jawab k option ko khatam kar dia phir matky ko or us ki jagha yeh bikar ka inbox option ly kar laya points k option ka adhi bana kar points ko khatam kar dia phir fans k option ka adhi bana kar fans wala option khatam kar dia ab es Follow ka fuzool option Admin ly kar laya hai thory dino mein yeh bhi rafu chakar kar dega Admin

umna
 

Jin boys mein insaaniyat hai or jin boys k gharo mein maa Behan beti bhatiji hai or jin boys k seeno mein dil hai or dimagh mein aqal hai siraf un boys mein sy wohi boys mery Fllowers ban sakty hain and Jo boys girls ko khilona samajhty hain or Tharki tez chalak makaar boys hain wo meri or meri posts k say sy bhi door ra hain ok and thanks

umna
 

.q1 Pakistan how are you All ?? And Good Night

u  : .q1 to All to my new profile d.p k c hai?? - 
umna
 

Aj kal d.d par wo boys bhi Nawabzady bany howy hain jin ko muhaly waly bhi ghaas bhi ni dalty

umna
 

Jo log mujhy ghalt kihty hain or ghalt samajhty hain or mujh sy nafrat kar ty hain to es mein ALLAH pak ka lakh lakh shukar hai q k baqi sab ki favorite mein he q hon to shukar hai k nafrat kar ny Waly bhi mojood hain to sab achi or bari baat yehi hai mery ly