Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

(***)yeh Aansoo yeh Rona yeh dard bari Ada sy dia hai kisi ny wirasat mein (***)

umna
 

(***)yahan dil na laga na kisi sy mujhy tor ny wala mera bohot Aziz tha(***)

umna
 

(***)bohot c Nafraton ki bohot sy dukho ki bohot sy ghumo ki Akili waris hon mein(***)

umna
 

(***)Hum sy humara haal mat puchye sahib humy yeh dukh yeh dard wirasat mein mily hain(***)

u  : (***)yahan bharosa soch samajh kar karna mery dost yeh ghum ka tofa wirasat - 
umna
 

(***)beawafao sy hath hum bhi nahin mil ty mohabbat k badly mohabbat warna khoda Hafiz(***)

umna
 

Well guys mousum tezi sy tabdeel ho raha hair to Ap sab Nazla zukaam bukhar sy bachny kly ehtyaat kary or apna khayaal rakhy

umna
 

.q1 kaisy hain ap sab??

umna
 

Ap mery Fllower ban jae mein ap ki khushboo banogi to fllowers to fllowers

u  : aa dilon ki raaho mein hum kuch aesa kar jae 1 dujy sy bichry to saans ly - 
umna
 

Teri aahato mein jee longa Teri chahaton mein jee longa Jo paa k bhi na pasko Teri dharkano mein jee longa phir har ghari kyun yeh tera dikhy mujhy kih 2 jahan ko paa Lea ho paa k tujhy mein khoya khoya man khoya khoya Jo paaya tujhy mein khoya khoya ho khoya khoya dil khoya khoya Jo paaya tujhy mein khoya khoya ho ishq hai darmiyan phir kyun hain dooriyan na cho sako mein na mor sako tujh mein kahin hon mein phir bhi nahin hon mein na mein ruko na mein chal sako ho aao na chaly itni door jahan baahon k Nashy mein ho choor jahan

umna
 

Apni fllowers ki pics posts par cmnts q ni ho ti Reply wala option pics posts par q ni bana ya mhb11 sir??.i6

umna
 

1 boy 1 waqt mein kitni girls sy jhooti dosti jhooty pyaar ka natak kar apni jhooti dosti jhooty pyaar or apni jhooti meethi baaton mein phansa kar aesi kon c khushi aesa kon sa sukoon aesa kon sa chaen paata hai ??

umna
 

(***)hum sy dosti soch samajh kar kar na hum bewafao mein sy nahin jo matlab poory karty sath chor jae(***) and good night Pakistan

umna
 

(***)bewafa ka kia bharosa karna jab bewafa wafadar ban kar sath nibah na saky (***)

umna
 

(***)tum to wafadar thy tum sath kyun chor gy us bewafa ny bari be rehmi sy kaha zindagi bhi to wafadar ho ti hai wo kyun sath chor deti hai(***)

umna
 

(***)dard ki mithaas ly howy dard ka chuban dil mein gulaab ki tarha naram mehsoos lagny laga(***)

umna
 

(***)bohot dukh dety ho thak to nahin jaty(***)

umna
 

(***)dukhi aatma hon dukhi he rehti hon apni duniya mein magan rehti hon(***)

umna
 

(***)wah yeh dard-e-dil bhi kitna wafadaar nikla sahib dard k sahary hansty howy dard meetha ho ny laga(***)