Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Well guys 3 saal pehly bhi FM 100.0 k RJ Salman Arif ka show jesy tha aj bhi wohi show karty hain usi andaaz mein but RJ Sahir Lodhi Bhai ghaib hain Samma FM107.4 sy usy pehly Rj Sahir Bhai mast 103.0 FM sy ghaib ho gy thy

umna
 

(***)dard-e-dil Ka ghum chupy phir ti hon muskorahat k sath sab meri hansi ka raaz puchty hain(***)

u  : Jo log mjhy zbrdsti ghlt or buri sabit krna chahty thy un ko kch bhi hasil - 
umna
 

Mein maghroor Takabur karny Waly logon sy sakht nafrat kar ti hon Jo log khod ko kuch samajhty hain un sy humesha kly door rihti hon

umna
 

(***)jeena hai khul kar jeeo kal kis ny dikha hai siwy dukho k (***)

umna
 

(***)toot kar bikhar bhi jao to es duniya mein uff bhi mat karna har taraf dushmano ka nazar reh ta hai(***)

umna
 

(***)dosti dost wohi acha sucha ho ta hai Jo Ap ki khushi mein khush ho ap ki kaamyaabi mein bhi ap k sath ho(***)

umna
 

(***)pyaar kia Nahin pyaar ho jata hai yeh Jan tab tak Nahin chor ta jab tak apne pyaar ko paa na ly insaan(***)

umna
 

(***)dhoka deny waly jab khod thokar khaty hain waqt un ko sab samjha deta hai(***)

umna
 

(***)mohaabat ho bhi jae to bata na mat kisi ko yeh duniya bari zalim hai tor kar rakh deti hai(***)

u  : .q1 Pakistan kaisy hain ap sab Apni life mein?? - 
umna
 

Ghatya bore d.d and New options and bikar k Rules mhb11 sir d.d ko yeh kia bana dia hai Apny??

umna
 

.q1 how are you All??

umna
 

(***)bewafao k dunya jhooty log dikha wy ki dosti matlab ka pyaar(***)

umna
 

(***)Dil JALO ki mehfil mein apna maza hai zakham bhar ta Nahin dard-e-dil kam ho ta Nahin(***)

umna
 

(***)haal-e-dil usy sounao Jo dard-e-dil ka malik ho(***)

umna
 

And Karachi mein khush hawa chal rahi hai mousumi asarat sy bachny kly apna khaas khayaal rakhy or dingi machar malerya bukhar bhi phir sy phel raha hai so please Ehtyaat ilaj sy behtar hai

umna
 

Jo Jo bimar hai ALLAH sab ko sehat shifa de aameen sum aameen

umna
 

Ya ALLAH mery Abu ko sehat shifa tandrusti atta kar de aameen sum aameen and please ap sab bhi mery Abu ki sehat yaabi kly dua kary

umna
 

(***)Hum sy Nafrat he karo sahib mohabbat karo gy to seh Nahin pao gy reh Nahin pao gy(***)