Mery followers mein kuch new boys bichary mujhy sis bolty hain mein ny kon c shadi karni hai d.d k boys sy hahahaha and d.d k boys or girls ko achi tarha janti or pehchanti hon kih kon kaisa hai or kon k c hai 3 saal 6 maheeno ka tajurba hai mera so new users pehly khod kuch sikh ly es d.d sy mujhy sab pata hai
ALLAH meri Ammi ko sehat shifa taqat tandrusti den Aameen sum Aameen and sorry guys mujhy kisi ki bhi humdardi Achai ni chahye but meri Ammi ki tabiyat theek ni ho rahi kafi dino sy bimar hai
Mera 1 fan tha pagal sa M.Bilalkhan22 mery 1059 fans mein sy wo bhi Admin k bikar or nay options ki tofaan sy wo bhi ghaib ho gia
Good Afternoon Pakistan how are you All??
Mein ap ka moun tor do ap k Baal khinch kar sar ganja kar do daant tor do ap k??
(***)un k seeny mein khod ko chupae apni dil ko sukoon milta hai un ki chahat mein fanna ho jao un ka pyaar hai bemisaal un k ishq mein mit jao (***)
How are you All guys?? And Good Night
Good Afternoon Pakistan Have a nice day
Damadam.pk k good suchy boys hain suchy boys z.A.leghari amiraziz Saimhaider22 kashiii-11 mohsin.jani2 Suraaj--+--chand Nauman-khan hain Jo izzat qadar janty hain pehchan ty hain or jin k gharon mein maa Behan beti girls hain
Mein es ly buri hon jo mazaq kary us k sath mazaq Jo serious baat kary us k sath serious baat Jo ghussa kary us py ghussa jo lari kary us k sath lari but log mujhy apni jageer apna ghulam bana na chahty hain kih hum umna k sath Jo bhi kary umna uf bhi na kary aagy sy
(***)kabhi un sy baat howi to baat kar pachtawa howa karta tha wo Shakhs nahin tha qabil mery jis kly zindagi barbad ki apni(***)
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain