Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Tum thy aesi safar py chaly jis ki koi bhi manzil nahin tum ny sari umar jo kia jis ka koi basil nahin zindagi ki talash mein thy mut k kitny paas aagy jab yeh socha to ghabra gy

Very beautiful place
u  : Very beautiful place - 
umna
 

Oye Karachi walon kaisy ho garmi k rozy kaisy gozara hai hain mery to sar mein bohot he dard tha Ap sab kaisy hain???

umna
 

Ab to users aesi Ajeeb pics posts karty hain kih dil kharab ho jata hai tab bhi Admin I'd block Ni karta pehly to sad poetry agar zyada sad ho ti to Admin I'd block kar deta tha 2 days kly

Funny joke
u  : Yup Right Aj to bachy paidaeshi shararti hain hahaha - 
Masha ALLAH jizaka ALLAH beshak and Aameen sum Aameen
u  : Masha ALLAH jizaka ALLAH beshak and Aameen sum Aameen - 
umna
 

Kaisy gozara hai hain ap sab k rozy ?

umna
 

Ghar mein beauty cream bana ny ka Tareeqa 1 Akhrot 5 adad mong phali 7 adad badam 1 chamach asli shehad kheery ka ras bana ny ka tareeqa Akhrot badam or mong phali ko pees ly or 1 katory k bartan mein dal den or phir kheery ko kado kash kar ly kheery ka ras chaan kar pisy howy pesth mein mix kar k us mein 1 chamach Asli shehad dal kar mix kar den jab pesth yakjaan ho jae phir cream k jaar mein daal kar upar sy jaar ka dhakan band kar k 3 din kly frij mein rakh den baraf khany mein phir 3 din poory hony k bad cream ban choka ho ga us beauty cream ko apny chehry hathon or pao par lagy to yeh hai apny ghar mein beauty cream bana ny ka asan nuskha or tareeqa

umna
 

.q1 Good evening Pakistan how are you All??

Funny joke
u  : Hahaha Masha ALLAH Masha ALLAH Masha ALLAH - 
umna
 

Inbox tinbox skip tskip for me tor me

umna
 

Nafraton k dher mein koi dukh dard ghum nahin ho ta mohabbat mein log tadap jaya karty hain Nafrat karni hai to itni karo hum sy jis ki koi intiha bhi baqi na rahai

umna
 

.q1 how are you All?? khush rahain wahan wahan jahan jahan log Ap sy khush ho and Good Night Pakistan

umna
 

Jo Achy hain wo apny ly Achy hain jo bury hain wo apny ly bury hain Jo bimar hain wo apny ly bimar hain Jo theek hain wo apny ly theek hain es damadam.pk k All users mera dil ni lagta ab yahan bilkul bhi ni es jhooti dhoky baaz time pas fake Tharki munafiq site py so please Jo mery achy suchy friends hain Jo mujhy achi tarha janty pehchanty hain wo mery ly mat tadpy tarsy mery sath jo howa tha wo dukh mein kabhi bhi ni bhool sakti Be Happy Always Good Night pakistan

umna
 

.q1 good morning pakistan Ramzan ka chand mubarik Ramzan ul mubarik pehli sehri mubarik

Good night
u  : Subhana ALLAH beshak humary pyaary (NABI) Hozoor (S.A.L.W.A.L.H.S.L.M) and - 
umna
 

Qayamat ki 1 Niahani yeh bhi hai kih ALLAH apny hukam sy aasmaan sy peely Rung k saanpon ki bariah karengy or Jo badbakht hongy wo peely Rung k saanp un sab ko saro par kaatyengy or mar jaengy or Jo naik bakht hongy wo sab masajid mein chup kar Bach jaengy peely Rung k saanpon ki barish or Kaatny sy

umna
 

.q1 Good evening Pakistan Have a nice day.f7.x2

umna
 

Tu hi tu har jagha Aj kal kyun hai tu he har jagha Aj kal kyun hai raasty har dafa siraf tera pata mujh sy puchy bhala kyun hain na mein apna raha na kisi or ka aesa mery khoda kyun hain

umna
 

1 to ghalti ho ti hai right or 2sra yeh kih llog janbujh kr ty hain to aesi logon ko humesha kly chor dena chahye ya phir seedha sar qalam kar dena chahye