Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Jab jab tery paas mein aaya 1 sukoon mila jisy mein tha bhool ta aaya wo wajood mila jab aae mousum ghum k tujhy yaad kia ho ao jab sihmy tanha pan sy tujhy yaad kia hmmmm dil sanbhal ja Zara phir mohabbat karny chala hai tu dil yehi rok ja Zara phir mohabbat karny chala hai tu aesa kyunkar howa janu na mein janu na

u  : .q1 very beautiful place and weather and Good evening Pakistan - 
umna
 

1 Mr ki kuch ids sy follow me wali msgs aara hai hain and zabardasti hai follow Karna ??

umna
 

Posts mein karti hon aag logon ko lagti hai ab 1 or Mr ko block kar dia mubarik ho taaliyan

umna
 

Haqeeqat pasand hon haqeeqat dikh ti hon khowabon mein ni rehti na he khowab dikhti hon

umna
 

Zindagi mein wohi log dilon py raaj karty hain Jo achy ho ty hain qabar mein ja kar to apny bhi paray ho jaty hain

umna
 

ALLAH hum sab par apna Reham karam fazal kar den aameen sum aameen and corona virus ko itna sireous mat ly ALLAH hai na

umna
 

Thapki sis ko dhundh ti hon

umna
 

dar dar k online offline ho ti hon es site par ab kih kahin mery naam ki or mery khilaf or fake ids to ni bani mery suchy dushmano ny mujhy be gunah badnaam karny kly dosti k naam par use kar k bad mein Jan churany kly and kaisy hain ap sab good users??

u  : pyaar bin jeeny mein rakha kia hai pyaar jis ko Nahin wo tanha hai pyaar bin - 
umna
 

Jany kyun Log pyaar karty hain jany kyun wo kisi py mar ty hain jany kyun Log pyaar karty hain jany kyun wo kisi py mar ty hain jany kyun jany kyun jany kyun jany kyun jany kyun pyaar mein sochye to bas ghum hai pyaar mein Jo sitam bhi ho kam hai pyaar mein sar jhukana parhta hai dard mein muskorana parhta hai zihar kyun zindagi mein bharty hain

umna
 

Hangover Teri yaadon ka hangover teri baaton ka

u  : .q1 Good morning Pakistan very beautiful followers and place Have a nice day - 
u  : Very beautiful read Roses and Good Night Pakistan - 
umna
 

Pyaar dosti mohabbat ishq usy karo Jo en sab ka qabil ho or jo ap k qabil ho

umna
 

.q1 Good morning Pakistan how are you All

umna
 

Meri posts par mery followers k elawah koi or mat aaya kary na he meri posts ki taarefy kary na he mujhy like kary okkkk warna block list mein dal dongi and abhi bhi 1 or boy ko block kar dia asan baat ho jesy and i hate to the All bad boys

umna
 

Corona virus ki wajha sy itna mat dary q k mar na to sab ny hai he 1 din kisi ny aagy kisi ny peechy to kia pata es marz ki wajha sy Jo musalman mar gy hain un k gunah es bimari ki wajha sy maaf kiae ho ALLAH ny but Ihtyaat to lazmi hai ALLAH hum sab ko mehfooz rakhy es marz sy aameen sum aameen

umna
 

Chahy tum kuch na kaho mein ny soun Lea kih sathi pyaar ka mujhy chon Lea chon Lea mein ny soun Lea pehla Nasha pehla khomar naya pyaar hai Naya intizaar karlu mein kia apna haal Ae dil biqarar Mery dil biqarar tu he bata pehla Nasha pehla khomar urta he phiro in hawaon mein kahin ya mein jhool jao in ghatao mein kahin

umna
 

Wo kia hai na kih mein boys k peechy ni bhagti es ly kisi ko raas ni aati