Hahahaha mein pagal ho gi hon good morning k bajy gooi morning likha tha or how k bajy howa likha tha but ab apni post hide kar di mein and good evening Pakistan how are you All
Paas aae dooriyan phir bhi kam na howi 1 Adhori c humari kahani rahi aasmaan ko zameen yeh zaroori nahin jab mily jab mily ishq sucha wohi jis ko milti nahin manzily manzily rung thy noor tha jab qareeb tu tha 1 jannat sa tha yeh jahan waqt ki ret py kuch mery naam sa likh k chor gaya tu kahan humari Adhori kahani humari Adhori kahani humari Adhori kahani
Sab kihty hain itni kamzor q ho gi ho aesa kon sa ghum hai Jo tumhy andar he andar khae ja raha hai mein kihti hon mujh sy fatma jinah ban gi hai Pakistan kly sochty sochty
Wo kia hai na kih mein fuzool mein logon ki posts par na he ghoom ti hon na he cmnts like karti hon Apny followers ki posts k elawah to 3 boys mery followers bany to mein bhi ban gi to mein ny cmnts like kia un ki posts par to jab mein c bckk mangi to aagy sy attitude dikhany lag gy to mein ny 3 ko unfollow kar dia or khod ko bhi
Corona virus fahash logon kly ALLAH ki taraf sy 1 azaab hai and agar jisam ka 1 bhi hissa nazar aajae to wohi hissa Jahanum ki aag mein jaly ga yeh to hai bhi dajal k fitno ka dor but yeh sab kon dikhta hai ALLAH ko to bhool gy hain aesi Log qabar yaad ni aata kia wahan kia jawab dengy aesi Log
La La La LaLaLa tery naam hum ny kia hai jeewan apna sara sanam ho jeewan apna sara sanam tery naam tery naam tery naam hum ny kia hai jeewan apna Sara sanam ho jeewan apna Sara sanam pyaar bohot karty hain tum sy ishq hai tu humara sanam ho ishq hai tu humara sanam
ao ao ao ao ao bheegi bheegi sarkon py mein tera intizaar karoo dheery dheery dil ki Zameen ko tery he naam karoo khod ko yu kho do kih phir kabhi na paao holy holy ab tery hawaly karoo sanam ry sanam ry tu mera sanam howa ry
Sukh dukh jhoom uthy dhang bhi jhoom utha jhoom uthi mom aaya sucha man ka wo kon jahan prem ratan paaya prem ratan paaya paayo aayo laayo chayo paayo gayo ho saiyan tu kamal ka baaty bhi kamal saiyan tu kamal ka baaty bhi kamal ki laga rung Jotiyan bhooli mein kamal ki paayo paayo pyaayo ry prem ratan dhan paayo prem ratan dhan paayo
Hahahahaha mujhy ab yahan users ki sad posts dikh kar bohot he hansi aati hai q k mein to hoshyaar samajhdaar ho he gi hon kih yahan siraf log apna dil khush karny kly apni time pas k chakar mein zindagian barbaad kar dety hain so please yahan siraf apna kary or apna sochy
Kuch logon bicharo ko meri umar ki or meri shadi ki bari fikar hai to jis tarha meri zindagi 13 saal sy barbad hai to jisy meri shadi shadi ho gi agar to mein us ki zindagi to barbaad ni kar sakti na and jab ALLAH ny mujhy shifa de di jab bhi to tab shadi ka dikha jae ga and yeh meri zaati zindagi ka bohot he hasaas mamla hai log bikar mein jelouse mat ho