Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

u  : ao ao palkon k mehky ghar mein sapna ban k palta hai es ki pagal dharkan py - 
umna
 

Usy hansna bhi ho ga usy rona bhi ho ga usy paana bhi ho ga usy khona bhi ho ga subah shaam tanhai mein aahy bhary ga har dil jo pyaar kary har dil jo pyaar kary ga har dil jo pyaar kary ga

umna
 

Mujhy sapno mein sapno mein sapno mein roz boly dupatta mera mal mal da han duppatta is jal jal da

umna
 

1 or fuzool boy ko block kar dia to ab block list 126 ho gi.x4.r6

umna
 

Ayeshaaaaaa

umna
 

Ay hy mera Roshnion ka shehar Karachi tareeki mein doob gia light he ghaib hair es Nay Pakistan mein

umna
 

Wesy Jo log friends friends bolty rehty hain wo log friend ka matlab janty bhi hain ya bolny ki aadat hai??

u  : damadam k Admin mhb11 sir this is for you and this is reall pic khanae kaba - 
umna
 

Na kisi ka intizaar hai na kisi ka ghum apni khushiyon mein yu khol gy hum

u  : .q1 Pakistan how are you all or damadam or tezi sy change ho gia hai and - 
umna
 

.q1 Good morning Pakistan Have a nice day

umna
 

waqt or sabar bohot he qeemti 2 cheezy hain waqt par sab Acha waqt gozar jany k bad sab bikar sabar aa jae to ap k sary zakham bhar jaty hain Mazi bhool jaty hain ap or Nae zindagi shuroo ho ti hai khushi k sath sukoon k sath be ghum ho kar but jab wohi log ap ko dobara milty hain to ap ko koi farq ni parhta un k hony ya na hony ka esi ka naam hai zindagi

u  : .q1 Good morning Pakistan how are you All?? - 
umna
 

Sab waqt par Acha lagta hai bad mein sona heera bhi bikar hai waqt gozar jany k bad q k waqt sab sy bari qeemti hai

umna
 

Asi khoshi khowaryani di de khalko sary tol bewafa di darogh jan di aao kana jeeee

umna
 

.q1 Good morning Pakistan How are you All??

umna
 

Well to All new d.d good inoccent users yahan sab sy pehly kisi ki baaton mein mat aana doosra yahan kisi sy dosti mat karna dosti jesy unmol tohfy ko time pas log kia jany and yahan kisi sy bhi zyada baat mat karna q k log khod ko kuch samajhny lag jaty hain or sar py charh ty hain and apni problems to kisi sy bhi share mat karna warna log faida utha ty hain and ghuroor tabakabur or attitude karny Waly logon sy humesha bilkul door rihna

umna
 

Aj kal log bimar or kamzor es ly ho rahai hain q k khana peena uthna bethna sona jaghna sab mobile hai mobile zyada use karny ki wajha sy koi bhi apna khayaal ni rakhta

umna
 

Mein 1 post karoo to 4 4 nafsiyati mareez yahan es dmdm par bethy ho jesy And ab to mein aati bhi ni yahan so please log apni ulti soch apny pas he rakhy to acha he ho ga ni to block list mein seedha dal dongi

umna
 

Souna hai jin boys ki 1000 girls friends ho ti hai time pas k chakar mein to wo boys dozakh mein jalta hai