Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

(***)wo waqt gozar gia jab tery Talab gaar thy hum ab agar mout ban kar bhi aajao to hum qubool Nahin karengy(***)

umna
 

(***)mat kar mohabbat Ameero sy Ameer barbad karty hain mohabbat kar ghareebon sy jo dil sy pyaar karty hain(***)

u  : Teri aankhon ny meri aankhon sy jany kia kih dia na sanbhalny py 1 pal ko - 
umna
 

karoo kia dil to many na karoo kia dil to many na .k1 hai deewana bara esi beqarari hosh mein aae na esi wo khomari na do mein ny barso sy es ko seeny mein hai chupa rakha bekhabar hai yeh to jany na pyaar ho ta hai kia churao na dil churao na dil churao na dil churao na dil hai deewana bara esi beqarari na do hosh mein aae na esi wo khomari na do mein ny barso sy hai es ko seeny mein hai chupa k rakha bekhabar hai yeh to jany na pyaar ho ta hai kia churao na dil churao na dil churao na dil churao na dil Ehsaas najany kaisa jagy dikho tujhy tan pighalny lagy Aalm jisy cho k betaab hai meri mohabbat mein wo aag hai

umna
 

Jo chala gia chor kar usy jany do Jo Ap k sath hai wo Ap ka Aj hai

umna
 

Koi gal ni chudhrhy sahab jisny mera sath chor dia mein ny bhi us ka sath chor dia same to same baat khatam zindagi Asaan

umna
 

Khowab hai tu neend hon mein dono mily raakh bany roz yehi mango dua Teri meri baat bany mein rung sharbaton ka tu meethy ghaat ka pani

umna
 

Sochta hon sochta hon kih wo kitny masoom ho gy dikhty dikhty barbad ho gy tabah ho gy Ap k pyaar mein dikhty dikhty or kia ho gy jeeeee?????

u  : (***)tera hath choom kar itna pyaar tujhy do mein madhosh kar do tujhy mein - 
umna
 

Jahan 2 lagi ki Lari ho wahan 3sra beech mein fesla bura or ghalt kary wohi Ap ka Asal dushman hai agar 3sra beech mein sahi or Acha fesla kary wohi Ap k rishto ko bacha ta hai wohi Ap ka apna or Acha dost hai

u  : Saanso ko jeeny ka ishara mil gia dooba mein tujh mein to kinara mil gia tu - 
umna
 

Dukhi aatma ki duniya yeh damadam pagalon ki mehfil yeh damadam khamosh raho to dard barhta chala jata hai kuch kahon to zamana bura kihta hai

umna
 

Tumhy dilagi bhool jani parhy gi mohabbat ki raahon mein aa kar to dikho

u  : (***)dard-e-dil ko har pal sanbhal k rakha hai zindagi Adhori ho jesy(***) - 
umna
 

Zindagi mein bury Log sabaq sikhny kly mil ty hain to aesi logon sy ghabrana mart q k humari haar mein he humari jeet hai

umna
 

ALLAH sab bimar logon ko sehat shifa or tandrusti de den aameen sum aameen

umna
 

Ya ALLAH mery Abu ko sehat tandrusti taqat wa shifa de den aameen sum aameen .k1

umna
 

Ap mery follower ban jae mein Ap ki khushboo banogi to Followers to Followers

umna
 

Lafz dil par lagty hain phir wohi Alfaz dilon mein zakham dukh dard itna peda kar dety hain kih phir fasly or phir dooriyan barh jati hain or phir wapis palat humesha kly namomkin ho jata hai phir hum sab kuch bhool kar aagy ki zindagi jeena shuroo kar dety hain khush rehty hain or phir apni maazi ko yaad kar k pachta ty hain kih kash pehly mery sath aesa kabhi bhi na howa ho ta yeh Aj Jo waqt Jo khushiyan jo pal hain pehly sy ho ty zindagi mein

umna
 

Safaiyan dena chor di mein ny seedhi c baat hai bohot he buri hon mein or kuch ??