Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

u  : Right and mujhy gold ka to kia petal ka medal bhi ni chahye - 
umna
 

Well guys Karachi wapis aakar abhi tak dawaton ka silsila jari tha shukar ab khatam ho gia but apni friend ki taraf ni gi abhi tak warna phir wo bhi khany par bholany ki dawat dengi thak gi mein to yahan daz wahan daz khana khany kly

umna
 

Matlabi log matlabi zamana my friends anmolnaz Abiha and Dua-Noor bewafa logon i miss so very much

umna
 

Meri umar k Nojawano dil na laga oh deewano mein ny pyaar kar k neend khoi chean khoya yup

umna
 

Matlabi log matlabi zamana jhooti baaty jhooti wady jhoota pyaar

umna
 

Ya ALLAH Jo Jo bimar hai un sab ko sehat shifa or tandrusti de de aameen sum aameen

umna
 

(***)mat bahao be dard zamany k samny aansoo jisy ehsaas na ho un sy shikayat kaisi kia gila (***)

umna
 

(***)dil ka dard tum kabhi saho to pata chaly dil k dard ka zakham kabhi bhara Nahin kar ty(***)

umna
 

(***)Dil k zakham bhar ty Nahin kabhi sahib waqt sab kuch bhula deta hai(***)

umna
 

Well guys Jo Ap ki aankho mein dhool jhonk kar Ap ko bewaaoof bana ta rehta hai to bewaqoof Ap ni wo khod ho ta hai q k ALLAH to sab dikh he raha hai na and ALLAH ny hum sab ko Aqal bhi di hai beshak ALLAH

umna
 

(***)pyaar wo Nahin Jo duniya ko dikha ya jae pyaar wo hai jo Suchy dil sy Nibah ya jae(***)

u  : Beshak and aameen sum aameen - 
umna
 

Jato holi jae Lana mera na jato holi jae jato holi jae Lana mera na mein tha mar janiya hy mein tha mar janiya

u  : 100% Right .i6 .k1.h1 - 
umna
 

Mujhy apni 1050 fans bohot yaad aaty hain es ghtya Follow k options ki wajha sy sab khatam kar dia.i6

umna
 

Yeh like wala option kitna bura hai

umna
 

Kabhi kabhi apni maazi k baary mein soch ti hon kih shukar hai mein siraf dost thi un logon ki koi or Rishta na tha warna wo Log mujhy Noch kar kha jaty

u  : khush rahain or doosro ko bhi khush rehny den good night.a1 Pakistan.r6 - 
umna
 

Pehly kabhi han han pehly kabhi na haal mera aesa howa meri neendy gi chean khony laga kuch to ho ny ho ny laga han han kuch to ho ny laga

umna
 

Rj Sahir Lodhi bhai New film bana rahai hain to un Raasta film movie kon sa hit howa tha jo ab phir film bana rahai hain dobara sy yup