Jab se deedaar kiya hai zindagi zindagi si lagti hai, Har raat humein ab chandni si lagti hai, 💞💕 Dekh kar unhein aaj humne yeh jana keh, Insan ke husan mein koi pari ho toh kaisi lagti hai.
Hai phooloun ki dali yeh baahein tumhari, Hai khamosh jaadu nigahein tumhari, 💞💕 Jo kaantein hai sab apne daman mein rakh lo, Sajaou main kalioun se rahein tumhari.