Hawas jab dil mein apna ghar bana leti hai Hawas jab fikr ki matti mein, Apna sir utha leti hai Hawas ko zindagi mehvar kisi pal bhi banati hai Hawas chaaro’n taraf ik aag si jis per lagati hai hawas jab jeet ko sir per sajati hai usi lamhay MUHABBAT HAAR JATI HAI. . !
Hasti ko muhabbat mai Fana kon kare ga,? Ye farz zamane mein ada kon karay ga,? Hathoon ki lakeeron ko zara dekh Najomi,… Ye dekh mere sath wafa kon karega.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain