Damadam.pk
Malikmani's posts | Damadam

Malikmani's posts:

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
*افضل ھے کل جہاں سے گھرانہ "`حسين`" کا.. نبيوں کا تاجدار ھے نانا "`حسين`" کا اک پل کی تھی بس حکومت يزيد کی .. صدياں `حسين` كی ھيں زمانہ حسين كا . لبیک"یاحسین" "لبیک" یاحسین"

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
🌹ادب سے سروں کو جھکا لیجیے اب ⁦
🌹کہ نام محمد(صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وبارک وسلم) لیا جا رہا ہے⁦
🌹بنے جن کے صدقے میں یہ دونوں عالم⁦
🌹 یہاں ذکر ان کا کیا جا رہا ہے⁦
🌷🥀🌹💐
صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وبارک وسلم

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
🌹🌸 نعتِ رسولِ مقبـولﷺ 🌸🌹 
.
ﺑﯿﺨﻮﺩ ﮐﯿﮯ ﺩﯾﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﺍﻧﺪﺍﺯ ﺣﺠﺎﺑﺎﻧﮧ
ﺍٓ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﺠﮭﮯ ﺭﮐﮫ ﻟﻮﮞ ﺍﮮ ﺟﻠﻮﮦٔ ﺟﺎﻧﺎﻧﮧ...!!!
ﺑﺲ ﺍﺗﻨﺎ ﮐﺮﻡ ﮐﺮﻧﺎ ﺍﮮ ﭼﺸﻢِ ﮐﺮﯾﻤﺎﻧﮧ
ﺟﺐ ﺟﺎﻥ ﻟﺒﻮﮞ ﭘﺮ ﮨﻮ ﺗﻢ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﺍٓﺟﺎﻧﺎ...!!!
ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻮ ﻧﮯ ﮔﺮ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﻨﺎﯾﺎ ﮨﮯ
ﻣﺤﺸﺮ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﮐﮩﮧ ﺩﯾﻨﺎ ﯾﮧ ﮨﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ...!!!
ﺟﯽ ﭼﺎﮨﺘﺎ ﮨﮯ ﺗﺤﻔﮯ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯿﺠﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺍُﻧﮩﯿﮟ ﺍٓﻧﮑﮭﯿﮟ
ﺩﺭﺷﻦ ﮐﺎ ﺗﻮ ﺩﺭﺷﻦ ﮨﻮ ﻧﺰﺭﺍﻧﮯ ﮐﺎ ﻧﺬﺭﺍﻧﮧ...!!!
ﭘﯿﻨﮯ ﮐﻮ ﺗﻮ ﭘﯽ ﻟﻮﮞ ﮔﺎ ﭘﺮ ﻋﺮﺽ ﺫﺭﺍ ﺳﯽ ﮨﮯ
ﺍﺟﻤﯿﺮ ﮐﺎ ﺳﺎﻗﯽ ﮨﻮ ﺑﻐﺪﺍﺩ ﮐﺎ ﻣﯿﺨﺎﻧﮧ...!!!
ﮐﯿﻮﮞ ﺍٓﻧﮑﮫ ﻣﻼﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﯿﻮﮞ ﺍٓﮒ ﻟﮕﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ
ﺍﺏ ﺭُﺥ ﮐﻮ ﭼﮭﭙﺎ ﺑﯿﭩﮭﮯ ﮐﺮ ﮐﮧ ﻣﺠﮭﮯ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ..!!!
ﮨﺮ ﭘﮭﻮﻝ ﻣﯿﮟ ﺑُﻮ ﺗﯿﺮﯼ، ﮨﺮ ﺷﻤﻊ ﻣﯿﮟ ﺿﻮ ﺗﯿﺮﯼ
ﺑﻠﺒﻞ ﮨﮯ ﺗﺮﺍ ﺑﻠﺒﻞ، ﭘﺮﻭﺍﻧﮧ ﺗﺮﺍ ﭘﺮﻭﺍﻧﮧ...!!!
ﺟﺲ ﺟﺎﺀ ﻧﻈﺮ ﺍٓﺗﮯ ﮨﻮ ﺳﺠﺪﮮ ﻭﮨﯿﮟ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﺍﺱ ﺳﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﻣﻄﻠﺐ ﮐﻌﺒﮧ ﮨﻮ ﯾﺎ ﺑُﺖ ﺧﺎﻧﮧ..!!!

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
bakiya 👉Naat Sharif 👇
.
Be Yaaro Madadgaar Jinhein Koi Na Pooche
Aison Ka Tujhe Yaaro Madadgaar Banaya
Har Baat Bad A’amaliyon Se Maine Bigaadi
Aur Tum Ne Meri Bigdi Ko Har Baar Banaya
Unn Ke Lab E Rangeen Ki Nichhaawar Thi Wo Jis Ne
Patthar Mein Hasan La’al E Pur Anwaar Banaya

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
Yusuf Ko Tera Taalib E Deedar Banaya
Kaunain Banaaye Gaye Sarkaar Ki Khaatir
Kaunain Ki Khaatir Tumhein Sarkaar Banaya
Kunji Tumhein Di Apne Khazaanon Ki Khuda Ne
Mehboob Kiya Maalik O Mukhtaar Banaya
Allah Ki Rehmat Hai Ke Aise Ki Ye Qismat
Aasi Ka Tumhein Haami O Ghumkhwaar Banaya
Aalam Ke Salaateen Bhikaari Hain Bhikaari
Sarkaar Banaya Tumhein Sarkaar Banaya
Lillah Karam Mere Bhi Veerana E Dil Par
Sehra Ko Tere Husn Ne Gulzaar Banaya
Allah Ta’ala Bhi Huwa Uss Ka Tarafdaar
Sarkaar Tumhein Jis Ka Tarafdaar Banaya
Gulzaar E Jinaan Tere Liye Haq Ne Banaye
Apne Liye Tera Gul E Rukhsaar Banaya

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Ae Maut Thehr Ja, main Madine tay ja lawan
suta hua naseeb tha main apna jaga lawaan.
Mehboob da oh Gumbad e Khazra tay dekh lawan
sarkar (SAW) di gali day nazaray tay palawan.
Lagay nay Mustafa day qadam jis zameen tey
Eik wari oss khak noun seenay tay laa lavan.
Sunaya aye har gareeb di sunday oh zariyaan
Main vi tay apnay gham di kahani suna lavaan.
Jee bhar ke roo lawan Dar e Aqdas day samnay
Akhyaan noun guft gue da tareeqa sikha lawaan.
Away jay Peer mout tay aaway hazaar bar
AZAM jay zindagi di aye hasrat mita levan.
Aie maut thahar jaa, main Madinay they jaa lavaan
Suta hua naseeb tay mein apni jaga lawan

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
bakiya👉 Naat Sharif 👇
.
Zikr tha aakhiri mahine ka, tazkira chird gaya Madine ka,
Hajiyo Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain.
 
Aye saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain,
Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain.

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Ae saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain
Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain,
Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba marhaba Rungo Noor ki baatein,
Chand jinki balaaye leta hain, aur taare salam kahte hain,
Jab Muhammad ka naam aata hain, rahmaton ka payaam aata hain,
Lab hamare Durood parte hain, dil hamare salam kahte hain,
Allah Allah Huzur ki ghesu, bheeni bheeni mahekti woh khushbu,
Jin se maamur hain fiza he so, woh nazaare salam kahte hein,
Zaire Taiba tu Madine mein, pyaare Aaqa se itna kah dena,
Aap ki gard-e-raah ko Aaqa, be-sahare salam kahte hain,
Zikr tha aakhiri mahine ka,

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
bakiya 👉Naat Sharif 👇
.
Zikr Roke Fazal Kaate Naqs Ka Juya(n) Rahe
Phir Kahe Mardak Ke Hu Ummat Rasoolullah Ki
Najdi Usne Tujhko Mohlat Di Ki Iss Aalam Me Hai
Kaafiro Murtad Pe Rehmat Rasoolullah Ki
Hum bhikaari Wo Kareem, Unka Khudaa Unse fazoo
Aur naa kehna nahee Aadat Rasoolullah ki
Ahle Sunnat ka he bera paar Ashaabe Rasool
Najm he aur Naav hai Itrat Rasoolullah ki
Khaaq Ho Kar Ishq Me Aaram Se Sona Mila
Jaan Ki AkSeer Hai Ulfat Rasoolullah Ki
Ya Rabb ik saa’at me dhul jaa-e siyaahkaro ke jurm
Josh par aa jaaye ab Rehmat Rasoolullah ki
Ae Raza khud Saahibe Quraan hai mud’daahe Huzoor
Tujhse kab mumkin he phir midhat Rasoolullah ki
(Sallallahu alahi wa Sallam)

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Arshe Haqhe musnade rif’at Rasoolullah ki
Dekhni he Hashr me Izzat Rasoolullah ki
Qabr me lehrayenge tha Hasr chashme noor ke
Jalwah farma hogi jab tal’at Rasoolullah ki
Kaafiro Par Taighe Waala Se Giri Bakre Ghazab
Abr-Aasa Cha Gayi Haibat Rasoolullah Ki
Laa Wa Rabbil Arsh jisko jo mila Unse mila
Bat’ti he Kownain me ne’mat Rasoolullah ki
Wo Jahannum me gaya jo Unse mustaghni huwa
Hai Khalleelullah ko haajat Rasoolullah ki
Sooraj ulte paaw palte chaand ishaare se ho chaak
Andhe Najdi dekhle Qudrat Rasoolullah ki
Tujhse aur Jannat se kya matlab wahabi duur ho
Hum Rasoolullah ke, Jannat Rasoolullah ki
Zikr Roke Fazal Kaate Naqs Ka Juya(n) Rahe

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
bakiya👉 Naat Sharif 👇
.
Man ki dua-on ka sadqa,mujhy aisa mila mahol
 
Rashid naten likhna parna ye he barra ihsan
Un ke karm ke sadqe hii se unchi he parwan
Nat e nabi tu suna-e ja, kano men rasghol

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Aaqa Aaqa Bol Bande Aaqa Aaqa Bol
Zikr nabi tu karta ja ye zikr barra anmol
Aisa din bhi aja-e sarkar ke dar pe betthe ho
Lab khamosh zuban ban ja-e ansu arza karte ho
Un ke dar pe rone wale, dil se kucch to bolol
Sarkar e do alam pyare aqa jidhar se guzra karte the
Shajr gawahi deta tha or pathar kalima parte the
Noor e khuda ke munkir ab to, apni ankhen khol
Aow chalo deewano sare shehr e madinah chalte heyn
Meri kya oqat he sab hii un ke dar se palte heyn
Ghairon ko bhi dete heyn, bin mange bin mol
Jab se hosh sambala he me unki naten parta huun
Gustahi na ho ja-e meyn sambal sambal ke chalta huun
Man ki dua-on ka sadqa,mujhy aisa mila mahol

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
bakiya👉 Naat Sharif 👇
.
Awwal-O-Aakhir Sab Kuch Jaanay Deekhay Ba’eed-O-Qareeb
Ghaib Ki Khabrein Dene Waala Allah Ka Woh Habeeb
Madani Allah Allah Allah Allah
 
Hamid-O-Mehmood Aur Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Do Jug Ka Sardaar
Jaan Se Pyaara Raaj Dulaara Rehmat Ke Sarkar
Madani Allah Allah Allah Allah
 
Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Aaye Aaqa Madani Aaqa

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Aaye Aaqa Madani Aaqa
Aamina Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar
Parhte Hain Sallalaho Wassalam Aaj Dar-O-Deewar
Madani Allah Allah Allah Allah
Baara Rabi Ul Awwal Ko Woh Aaya Rasool-e-Kareem
Mahe-e-Nabuwat Mehr-e-Risalat Sahib-e-Khulq-e-Azeem
Madani Allah Allah Allah Allah
Pyaari Surat Hansta Chehra Moo Se Jhartay Phool
Noor Saraapa Chaand Sa Chehra Haq Ka Pyaara Rasool
Madani Allah Allah Allah Allah
Jibreel Aaye Jhoola Jhulanay Lori De Zeeshan
So Jaa So Jaa Rehmat-e-Alam Do Jug Ke Sultan
Madani Allah Allah Allah Allah

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
baki 👉Naat Sharif 👇
.
Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Chehre se ziya payee in chand sitaaron nay
Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif AE SABZ GUMBAD WALE
.
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karnaAe Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karna
Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
naat Sharif
.
Aya na Hoga is Tarha, Husn o Shabab ret par
Gulshan e Fatima ke the, sare gulaab ret par
Jane Batool ke siwa, koi nahin khila saka
Qatra e aab ke bagheir, itne ghulaab ret per.
Jitne sawal ishq ne, aal e Rasool se kiye
Eik ke baad aik diye, sare jawab ret par.
Pyaasa Hussain ko kahoon, itna to be adab nahin
Lam se labe Hussain ko, tarsa hai aab ret par.
Ishq main kiya bachaiye, ishq mein kiya lutaiye
Ale Nabi ne likh diya. sara nissab reat par.
Ale Nabi ka kaam tha, ale Nabi hi ker gee
Koi na likh saka adeb aisi kitaab reit par

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Naat Sharif
.
Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kesa He
Sar Un Kay Qadmon Mayn Rakh Kar Jukh Kar Jiina Kesa He
Gunbaday Khazra Kay Sa-Ay Mayn Beytth Kay Tum To Aa-Ay Ho
Uss Sa-Ay Mayn Rab Kay Aagay Sajda Karna Kesa He
Dil Aankhayn Or Ruuh Tumhari Lagti Heyn Sehraab Mujhay
Dar Pay Un Kay Beytth Kay Zamzam Piina Kesa He
Diiwano Aankhon Say Tumharitna Puuch To Laynay Do
Waqt E Dua Rozay Pay Un Kay Aansu Bahana Kesa He
Waqt E Rukhsat Dil Ko Apnay Chhoarr Wahaan Tum Aa-Ay Ho
Yay Batlaa-O Ishrat Un Kay Dar Say Bichharrna Kesa He

Malikmani
 

ASALAM O ALIKUM
.
Aaj Ashk Mere Naat SonayE To Ajab Kya
Sun Kar Woh Mujhe Paas BulaayE To Ajab Kya
Deedar Ke Qaabil To Kaha Meri Nazar He
Lekin Woh Kabhi Khwaab Me Aaye To Ajab Kya
Un Par To Ghunahagaar Ka Sub Haal Khula He
Us Par Bhi Who Daaman Me Choepaa’E To Ajab Kya
Haasil Jinhi Aqaa Ki Ghulaami Ka Sharaf He
Tokar Se Woh Moordo Ko Jala’E To Ajab Kya
Muh Dhan Ke Rakna Ke Ghunahagaar Bohot Ho
Mayyit Ko Meri Dekhne Aye To Ajab Kya
Na Zaade Safar He Na Koyee Kaam Bhale He
Lekin Mujhe Sarkaar Bulaa’E To Ajab Kya
Woh Husne Do Alam He Adeeb Un Ka Karam He
Sehra Bhi Ghir Phool Khilaa’E To Ajab Kya

Funny joke
M  : Or ab kuch dekhny ko nahi bacha 👀👀😅😅😅 -