Damadam.pk
Muzmil-Baloch's posts | Damadam

Muzmil-Baloch's posts:

Muzmil-Baloch
 

Khawaisho K Pichhe Bhagne Se Kya Mila Mujhe, Aisa To Main Kabhi Na Tha, Kya Huaa Mujhe, Rasto Pe Chalte Chalte Kyun Mai Bikhar Gya, Shaks Jo Mere Sath Tha, Kyu Wo Bichar Gya.

Muzmil-Baloch
 

Aisa lagta hai kuch hone ja raha hai, koi mithi sapno me khone ja raha hai, dheemi kar de apni roshni ae chand, mera koi apna sone ja raha hai.Good Night

Muzmil-Baloch
 

Har Pal Gamo Ki Yaad Me Jalti Hai Zindgi Bas Mom Ki Tarah Se Pighalti Hai Zindagi Kya Raz Hai Ye Ishq Hua Hai Jabse Barbadiyo Ki Raah Pe Chalti Hai Zindgi.

Muzmil-Baloch
 

Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka..in main sab sey haseen to dekho sms parhne wala mendhak hai talab ka ..hahahaha

Muzmil-Baloch
 

Na bottle mein na jar mein, Na hotel mein na bar mein, Na Bike pe na car mein, Hum to bas din guzarte hain aaapke milne ke intezaar mein..

Muzmil-Baloch
 

Sorry May Be One Of The Most Misused Words In The Whole Universe But Is The Only Way I Can Tell You How I Feel At The Moment. Please Give Me A Chance To Show You That Am Truly Sorry.

Muzmil-Baloch
 

Mohabbat Se, Inayat Se, Wafa Se, Chot Lagti Hai Bikhrata Phool Hun Mujhko Hawa Se Chot Lagti Hai, Meri Aankho Mein Aansu Ki Tarah Ek Raat Aa Jao Taklluf Se Banavat Se Ada Se Chot Lagti Hai, Main Sabnam Ki Jubaa Se Sabnam Ki Aawaj Sunta Hu Ajab Ahsas Hai Apna Sada Se Chot Lagti Hai Tujhe Khud Apni Majboori Ka Andaja Nahin Shayad Na Kar Ahad E Wafa, Ahad E Wafa Se Chot Lagti Hai…

Muzmil-Baloch
 

Khaali kaghaz pe harf sajaya karta tha Tanhai mein shehar basaya karta tha Kesa pagal shakhs tha saari saari raat Dewaron ko dard sunaya karta tha Ro deta tha aap hi apni baton par Or phir khud ko aap hansaya karta tha Jalne lagti laho mein judai tou deta Tanhaion ki khaak uraya karta tha Yaro be-waqt howa pyaar usey le doba Jo logon ko pyaar k gur sikhaya karta tha

Muzmil-Baloch
 

Raat jab kisi ki yaad sataye, Hawa jab baalon ko sehlaaye, Kar lo aankhe band aur so jao, Kya pata jis ka hai khayal wo khwabon mein aa jaaye...Good Night

Muzmil-Baloch
 

Ho k sharminda gunaahon se, kabhi sar jhuka tou sahi Wo karega maaf tujhe, do ashk baha tou sahi Rahegi chandni qabar mein bhi saath tere Tu uski yaad ko dil se zara laga tou sahi Na rahega tu mohtaaj kabhi kisi ka Kiya hay jo Khuda se eahed wo nibha tou sahi Wo hay Ghafoor Raheem sunta hay dua subki Arey nadaan apne haath utha k daman phaila tou sahi

Muzmil-Baloch
 

کس حد تک جانا ہے یہ کون جانتا ہے۔ کس منزل کو اپنانا ہے یہ کون جانتا ہے۔ دوستی کے دو پل جی بھر کے جی لو ۔ کس روز بچھڑ جانا ہے یہ کون جانتا ہے۔

Muzmil-Baloch
 

اس کو دیکھ لیتی تھی تو بھوک مٹ جاتی تھی ۔ میری آنکھوں کا رزق تھا میرے یار کا چہرہ 😢😢

Muzmil-Baloch
 

مجھے بیٹی بھی اس لڑکی کی جیسی دینا اے خدا مجھے چھوڑا تھا جس نے باپ کی دستار کی خاطر*
For u N

Muzmil-Baloch
 

.g3Assllam o Alaikum.g3
سمجھدار ہی کرتے ہیں غلطیاں صاحب
کبھی کسی پاگل کو دیکھا ہے محبت کرتے

Muzmil-Baloch
 

غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں
جو ہو ذوق یقیں پیدا تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں

Muzmil-Baloch
 

جُدائی اتنی بھی آ سا ن نہیں صاحب
میں پتھر بھی روتے دیکھے ہیں۔

Muzmil-Baloch
 

میرے دُ شمن مجھے یہ کہہ کر چھو ڑ گئے
جا تیرے اپنے ہی کا فی ہیں تجھے رُ لانے کے لئے

Muzmil-Baloch
 

Eid Mubarkh
عید کے دن بھی تقدیر سے مجبور
*تھے ہم۔ رو پڑے ملکر گلے تیری تصویر سے ہم۔

Muzmil-Baloch
 

اپنے گورے رنگ پے اتنا غرور نہ کرو صاحب ہم نے دودھ سے زیادہ چاۓ کے شوقین دیکھے ہیں

Muzmil-Baloch
 

کلیاں جو کھلی گلاب کی صورت نظر آئی جناب کی پھولوں سے میری کیا بنے گی پھول جیسی صورت ہے میرے یار کی