Imam Baqir (a.s)
👉 *Islam 5 buniyaad par qaayam hai - Namaz, Zakat, Roza, Hajj aur Wilayat. Aur kisi k liye logo'n ko ailaan nahi kiya gaya👉 jaise Wilayat ke liye Ghadeer ke din huwa.*
📓[40 Hadith - Ghadeer]
*الوداع جمعہ مبارک*
یا اللّه جو ہم نے روزے رکھے،جو عبادتیں کی،جو نمازیں پڑھیں یا اللّه قبول فرما اور ہم سے جو غلطیاں ہوئیں یا اللّه انہیں درگزر فرما
دعائے كمیل کا سب پیارا جملہ!!
اے پروردگار تیرے سوا میرا ہے کون جس سے میں اپنی مصیبت کو دور کرنے اور اپنے بارے میں نظر کرم کرنے کا سوال کروں
Imam Sadiq (a.s)
👉 *Quran Allah ki taraf se uski makhlooq ke liye Ahad (waada) hai. Ek Musalman ko chahiye ke wo apne Ahad par nazar kare aur rozana uski 50 Aayat ki tilawat kare.*
📓[Tafseer Noor us Saqlain, v9, p31]
Rasule Khuda (saww)
👉 *H. Ali (a.s) ki bartari (superiority) or fazilat is ummat par is tarah hai jaise 👉Maah e Ramzan ki doosre mahino'n par aur Ali (a.s) ki bartari is Ummat par aise hai 👉jaise shab e Qadr ki doosri raato'n par aur Ali (a.s) ki bartari is ummat par is tarah hai👉 jaise Juma ke din ki doosre dino'n par. Khushnaseeb hai wo shakhs jo unse tamassuk kare aur unki Wilayat ko qubool kare aur👉 bad-bakht hai wo shakhs jo unki Wilayat aur Haq ka munkir ho aur👉 ye Khuda ke zimme hai ke aise shakhs ko Qayamat ke din Apni Rehmat se mehroom kare aur H. Muhammad (saww) ki shafa'at usko naseeb na ho.*
📓[Maula Ali Ki Shaan Mein 1000 Ahadees, p52]
میں اکثر ہنسا دیتی ہوں غم زدہ لوگوں کو
مجھ سے مجھ جیسے لوگ دیکھے نہیں جاتے
🙃🙃
Mujhe apne mazi ka dukh nahi ha
Dukh to sirf is bat ka ha ke galat logo mai boht waqt zaaya kiya ha😟
Kuch rooz baad EID hai,or zainab س yateem hai💔😭
Imam Sadiq (a.s)
👉 *Jo bhi Maah e Ramzan ul Mubarak mein Surah Ankaboot aur Surah Room ko uski 23wi'n (23rd) shab mein parhega to Khuda ki qasam wo Jannati hoga….*
📓[Khusoosiat Wa Fawaaid e Quran, p93]
Imam Ali (a.s)
👉 *ne Ibne Abbas a.s se farmaya, “Shab e Qadr har saal hoti hai aur is raat ko tamaam saal ke ahkaam naazil hote hain. Pus, 👉Rasul khuda(saww) ke baad Awliya e Amr hone chahiye.” Ibne Abbas a.s ne puchha, “Wo kaun hain?” Aap ne farmaya, “Main aur 11 Imam mere sulb se Muhaddas honge.”*
📓[Al Kaafi, v3, p175]
Imam Baqir (a.s)
👉 *Shab e Qadr mein poore saal ke waaqeaat aur hawaadis (incidents aur accidents) ka faisla kar diya jaata hai. 👉Is mein khair o shar (achchayi aur buraayi), ita'at aur maasiyat (obedience aur disobedience), 👉aulaad, Rizq aur maut ke faisle kiye jaate hain aur hatmi faisle hote hain…*
📓[Tafseer Noor us Saqlain, v7, p568]
Imam Sadiq (a.s)
👉 *Taurait Maah e Ramazan ki 6th ko Naazil huwi, Injeel is mahine ki 12th ko, Zaboor is maah ki 18th ko aur 👉Quran Shab e Qadr mein.*
📓[(Al Kaafi, v4, p157)]
📓[40 Hadiths - Quran]
Riwayat
👉 *Maah e Ramazan ki Teyiswi'n (23) shab ki Shab e Qadr hone ka bahut hi zyada qawi ehtemaal (very strong possibility) hai.*
📓[Tehzeeb ul Islam, p176]
Riwayat
👉 *Agar koi shakhs Maah e Ramazan mein lagataar Surah Qadr (Surah Inna Anzalna) parhta rahe aur 23vi Maah e Ramazan ki shab mein👉1000 martaba parhe,to wo 23vi ki subah ko aise ajaaib (wonders) dekhega ke wo khud tajjub karega (dung reh jayega).*
📓[Ain al Hayat, p327]
Imam Sadiq (a.s)
👉 *Surah Inna Anzalnahu Fi Lailatil Qadr mein 👉'Lailata' se muraad J. Fatima Zahra (s.a) hain aur 👉'Qadr' se muraad Allah hai. Pus, jisne J.Fatima Zahra (s.a) ko jo haq pehchan'ne ka hai, pehchaan liya to dar haqeeqat usne Lailatul Qadr ka mafhoom samajh liya. 👉Aur J.Fatima (s.a) ko Fatima is liye kaha jaata hai ke log unki haqeeqi maarefat se duur hain.*
📓[Bihaar ul Anwaar, v3, p71]
Bina aawaz ke rona
Rone se ziada dard deta ha😑
نجس عبدالرحمن بن ملجم کا نام لے کے لعنت کرو
مولا امام جعفر صادقؑ فرماتے ہیں میرے جد مظلوم مولا علیؑ کے قاتل کا پورا نام لے کے لعنت کیا کرو تاکہ دنیا والوں کو پتا چلے کہ میرے مظلوم دادا مولا علیؑ کا قاتل مسلمان تھا
عبدالرحمن ابن ملجم ملعون ابن نامعلوم پر لگاتار لعنت بے شمار!!!🖐
21رمضان شہادت امام علیؑ
نکلا ہے جنازہ کوئی اللّه کے گھر سے
افلاک میں ایک شور ہے ماتم کے اثر سے😢
حضرت علیؑ دنیا کے وہ واحد حکمران ہیں جسے شدتِ عدل کی وجہ سے قتل کیا گیا😢
اللّھُمّ الْعٙنْ قٙتٙلٙةٙ اٙمِیرِ الْمُوْمِنِینٙ(علیہ السلام)😭😭
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain