وفا کی کون سی منزل پہ اس نے چھوڑا تھا
کہ وہ تو یاد ہمیں بھول کر بھی آتا ہے
🤣🤣🤣🤣😂(╯︵╰,)
خود اپنے سے ملنے کا تو یارا نہ تھا مجھ میں
میں بھیڑ میں گم ہو گئی تنہائی کے ڈر سے🤣🤣🤣😂😂
مانا کے ہر کوئی اداس ہے یہاں
پر کسی کسی کا غم خاص ہے یہاں🤣🤣🤣
اپنے لہجے پہ غور کر کے بتا
لفظ کتنے ہیں، تیر کتنے ہیں🤣🤣🤣
Jo dil k Aaine mein ho wohi hai pyar k Qabil.
Wrna Deewar k Qabil to har tasweer hoti hai🤣🤣
Baba Ji Kehty Hen K Mere Ek Dost Ko
Chaai Bhi Banani Nahi Aati Thi,,
Phir Me Ny Usy Shadi Ka Mashwara Diya..
Aur Ab MaShaAllah Wo
Bartan Aur Kapray Bhi Dho Leta Hai..
Hahhaha🤣🤣🤣🤣🤣🤣
سانُو عِلم اے
اے دُنیا فِلم اے😒😒
مطلب بھی تو مطلبی لوگوں کو ہوتا ہے😊
Dost: Yar Doctor ye Q Pochty Hain K
Subah kya Khaya Raat kya Khaya.?
.
2nd Dost: Yaar is Se Mareez ki Maali
Halat ka Pata lag Jata Hain. 😂
آج دل کر رہا تھا کہ کوئی گہری بات لکھوں
مگر پھر سوچا کوئی ڈوب گیا تو لینے کے دینے پڑ جائیں گے .😁🤣
تم جانو کی بات کرتے ہو
میرے پاس تو ذاتی ہینڈ فری بھی نہیں ہے پا جی 😂
😂🤣😅
Sardar: Parson Meri Biwi Kowein me gir gayi.
Bohat chot lagi bechari ko, bohat cheekh rahi thi…
Dost: Ab kesi hai tumhari Biwi?
Sardar: Ab theek hai. Kalse Kowein me se Awaz nahi Ai …😂😂😂😂😂
ابھی تو جاگ رہے ہیں چراغ راہوں کے
ابھی ہے دور سحر تھوڑی دور ساتھ چلو
😒😒
جب دعاؤں اور کوششوں سے بھی بات نہ بنے تو فیصلہ الله پر چھوڑ دو، الله اپنے بندوں کے بارے میں بہتر فیصلہ کرنے والا ہے
Beshak❤❤💕❤💕
پریشانی حالات سے نہیں خیالات سے پیدا ہوتی ہے👌👌
انسان دوست بنے، دشمن بنے مگر کبھی کسی کا چمچہ نہ بنے
Qissay kahaniyon ki had tak mohabbat bohat khubsurt hai.
Muhabat muhabbat chahti hai mehrbani nahi
Sajjan ghareeb howe, beghairt na howe.
Baap ki dolat nahi saaya hi kafi hota hay.
Kaali billi se darte hain log, afsos apne kaale amaal se nahi darte.
Udaasiyan dil ki zeenat ban chuki hain.
Jinhe nahi maloom wo apni malomaat main izafa kar le k screenshots ko Urdu main 'aks e kartoot e siyah' kehte hain.
Achi chaaye aur mazboot rishte banane main waqt lgta hay
Zindag safar hai, manzil nahi.
Meri maano tou call kar lo, ego ko marte waqt apne saath le jana.
Har kisi se kahan milti hai tabiyat apni.😂😎😒
Kuch lamhe aise hote hain jin ka hum bohat shiddat se intazar karte hain magar wo lamhe zindagi main tab aatay hain jab un lamhon ki zarorat nahi rehti.
Zakham wo jaga hai jahan se roshni aap ke andar dakhil hoti hai.
Koi shay ek si nahi rehti, umar dhalti hai ghum badalte hain.😥☺☺
غم نہ کر ہر چیز وقتی ہے 😐😐
زندگی صدیوں، سالوں، مہینوں یا دنوں میں نہیں بدلتی. زندگی اسی لمحے میں بدل جاتی ہے، جس میں آپ اپنی زندگی بدلنے کا فیصلہ کرتے ہیں😒
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain