kabhe kabhe Achay Logon se Bhe Galtiyan Hojati Hain Laykin Is Ka Matlab Har Giz Nahin Hai Kay Wo Buray Loog Hain, Balkay Ye Matlab Hai Kay Wo Bhe Insaan Hain
Insaan Hamesha Takleef Main He Seekhta Hai Warna Khushi Main to Pichlay Sabak Bhe Bhool Jata Hai
Bay Moot Mar Jatay Hain Bay Awaaz Roonay Walay
Behtreen Faisla Chahtay Ho to Sub Kuch Apnay Rab Pay Choor Do
Zindagi Main Bohot Se Log Aaisay Bhe Hotay Hain Jo Waday To Nahin Kartay Magar Bohot Kuch Nibha Jatay Hain
Waqt Guzarnay Kay Baad Qadar Hoti Hai Insaan Ki Aur Us Ki Baton ki
Apnay Dil Ka Haal Har Aik Ko Mat Sunaya Karo Yahan Tamasha Ban’nay Main Dair Nahin Lagti
Guzri Batoon Ko Yad Karnay Se Sirf Waqt He Barbaad Hota Hai
Duniya Main Khaali Haat Aaey Thay Kuch Lay Kar Jaogay To Bas Aamaal